
Bismillah Online Quran academy
About this group
๐ Bismillah Online Quran Academy ๐ ๐ Quran-e-Pak seekhein, samjhein aur apni zindagi ko Noor-e-Quran se roshan karein. Bismillah Online Quran Academy mein bachon aur baron ke liye Quran-e-Pak ki taleem asaan, baqaida aur behtareen andaaz mein di jati hai. โจ Hamara Maqsad: Diloon mein Quran-e-Pak ki mohabbat paida karna, durust Tilawat sikhana aur Islami taleemat ko zindagi ka hissa banana. ๐คฒ Aaiye! Quran-e-Pak ke saath apna rishta mazboot karein aur apni zindagi ko Allah Ta'ala ke Kalaam ke Noor se munawwar karein. ๐ธ Aap ka ek qadam, Quran ke saath ek khoobsurat safar ki shuruaat ho sakta hai. ๐ Bismillah Online Quran Academy ๐ Learn Quran โข Live Quran โข Love Quran ๐




